Cham Cham Jhill milate from movie Striker is one of the best songs of Sonu Nigam. It’s a romantic song while the music of the song has a Sufi touch and it has been set in a qawwali tone. The best part of the song, besides Sonu’s singing, is the qawwali claps of the song which give the music a moving and stopping, kind of restricted rhythm. The lyrics of the song, written by Jeetendra Joshi, are wonderful. And so is Shailendra Barve’s music.
Song Details:-
Song Name: Cham Cham
Film/Album: Striker
Singer(s): Sonu Nigam
Music Director: Shailendra Barve
Lyricist: Jeetendra Joshi
Picturised on: R. Siddharth, Padmapriya
Length: 7:12
Music Label: T-Series
Hoo jannato ke dhar khule
Kuch baachinde the chale
Le aaye woh nanhi jaan
Uss khuda ka ik byaan
Tab se tu hai jahan mein ban ke raunak yahan ki meri jaan
Khwaishon se bhi aagey jo khushi ka mile woh armaan
Ra ra ri ri ra ra rapta ta ta ra ra ..
Cham cham jilmilate ye sitaron wale haath
Bheegi bheegini khushoo jaise teri meri baat
Ujla ujla sa ye tan, jaise mehka ho chandan
Khwabon mein teri guzrein, mera ye saara jeevan
Teri adaa mein, maasumiat hai
Phir bhi hai shoki, rangniyat hai
Taaron se bhar doon aanchal tera
Rab se bhi pyaara hai chehra tera, chehra tera, chehra tera
Ra ra ri ri ra ra rapta ta ta ra ra ..
Phool honthon pe khile, chaand aankhon mein mile
Phool honthon pe khile, chaand aankhon mein mile
Bikhre moti subah ke jaise girne teri ye muskaan
Noor barse nazar se, noori tujh mein bassi hai meri jaan
Noor barse nazar se, noori tujh mein bassi hai meri jaan
Teri jalak ki pyaasi nazar hai
Deewangi ye tera asar hai
Ruhaane rango ka ye aanchal tera
Sapno ki raaton ka ye badal mera, badal mera, badal mera
Ra ra ri ri ra ra rapta ta ta ra ra ..
Dheere dheere sar chada tera jadoo aagey bada
Dheere dheere sar chada tera jadoo jadoo aagey bada
Hua khud se juda main phir bhi tujh pe fida, main meri jaan
Ishq le le tu le le le le le mere tu mera imtehaan
Ishq le le tu le le le le le mere tu mera imtehaan
Sune safar ki, tu sohagat hai
Bakshi khuda ne jemilkiyat hai
Aaja saza de bhoori aangan mein raat
Jaise sazaya tune lamha mera, lamha mera, lamha mera

No comments:
Post a Comment